A-π‘ Sahi Sleep Schedule Kyun Zaroori Hai?
1- Brain Rest & Memory Boost π§
Neend ke dauran brain purane din ki information ko process karta hai aur memory ko strong banata hai.
2- Healthy Growth π±
Growth hormone mostly neend ke time release hota hai, jo height aur development ke liye important hai.
3- Better Mood & Focus π
Jo bacche achhi neend lete hain wo zyada khush, calm aur attentive hote hain.
4- Immunity Strong πͺ
Proper neend se bacchon ki immunity improve hoti hai aur wo kam bimaar padte hain.
B- π΄ Kitni Neend Zaroori Hai?
1- πΈ Toddlers (1β3 saal)
π 11β14 ghante daily (including daytime naps)
2- πΈ Preschoolers (Nursery/LKG/UKG, 3β5 saal)
π 10β12 ghante daily
π Thoda afternoon nap bhi helpful hai π
3- πΈ Early School Age (6β12 saal)
π 9β11 ghante daily
4- πΈ Teenagers (13β18 saal)
π 8β10 ghante daily
C- π‘ Chhote-Chhote Kadam Jo Aap Utha Sakte Ho
1- π Fixed Sleep & Wake Time β°
Har din same time par sulaayiye aur uthaiye, chahe weekend ho ya holiday.
2- π Bedtime Rituals Banaiye
a- Short story sunayiye
b- Lullaby ( lori ) gaa sakte ho
c-Β Light prayer ya Gayatri Mantra milke padh sakte ho.Β Ye bachon ko calm feel karata hai.
3- π΅ Screen-Free Zone π«
Sone se kam se kam 1 ghanta pehle TV, mobile ya tablet bilkul band (wese to dena hi nhi h bachoo ko). Ye unke brain ko relax karta hai.
4- π₯ Light Healthy Snack π―
Agar baccha sote waqt bhooka ho, to doodh ya ek chhota fruit de sakte ho but dhyan fruit citric na ho or thandi (taseer) fruit na ho.
5- π Comfortable Room Setup
Soft light, calm environment aur favourite toy ke saath baccha easily so jaata hai.
Parents, yaad rakhiye β aapke bacche ko bedtime par aapki ek pyari kahani, mantra, hanuman chalisa,Β ek gentle hug aur ek good night kiss sabse zyada sukoon dete hain. Ye chhoti si bedtime bonding unke dil ko secure aur khush rakhti hai. π
π Aaj ka chhota sa task:
Aaj raat bacche ko sone se pehle ek short kahani sunaiye aur unse puchhiye:
π βAaj tumhe din ka sabse accha moment kaunsa laga, school ke baare me puchiye, teacher ke baare me puch skte h, uske doston ke baare me puch skte h jisse aapka bacha aapse open hoga and aapse ek pyari bonding bnayega.
Unke answer ke saath ek warm hug dijiye πβ¨
Agar aapo hmara blog aaj ka achaa lagta h or hum apke or apke bache ke liye kuch achaa kr he the to aap bhi comment kriye post me jyada sa jyada and share kjiye apne aas pass dost ko jo parents bne h and hum jald hi aapse ek webinar ke through bhi join karenge.Β
Best Regards
The Base School associated with Early7years.com
Vanshika
Good ππ
August 12, 2025, 1:18 pm
Vanshika
Thank you
August 10, 2025, 11:28 am
Vanshika
Thank you for everything base school
August 8, 2025, 10:18 am
Vanshika
Good suggestions
August 6, 2025, 11:34 am
Vanshika
Good thought
August 5, 2025, 1:17 pm
Sheetal Negi
Thankyou The Base School for very useful and amazing message..
August 3, 2025, 11:25 pm
Bhawna
Very useful thought thank you maam bahut kuchh sikhane aur sikhane Ko milta Hai π
August 3, 2025, 9:50 pm
Vanshika
Very good thank you mam π
August 3, 2025, 3:25 pm
Manvika martolia
Good job.. thank you
August 3, 2025, 2:52 pm
Siddharth pal
Thank you ma'am
August 3, 2025, 12:34 pm
Sonam
Nice
August 3, 2025, 12:33 pm
Siddharth pal
π
August 3, 2025, 12:32 pm
Nikita
Very useful and amazing thought
August 2, 2025, 10:56 pm
Nidhi kirmoliya
Usefull
August 2, 2025, 10:31 pm
Ranjana pandey
Very nice
August 2, 2025, 9:50 pm
Tanu Verma
Great job
August 2, 2025, 8:03 pm
Tanu Verma
Sabse achi baat sone se ek ghante pahle no screen time ππkyuki sote samay humara substances mind active ho jata hai jo bhi hum sote samay sunte Hain dekhte hain sochte hain vah hamare subconscious mind store ho jata hai isliye sote samay achi store ya achi books padhna chahiye thankyou
August 2, 2025, 8:01 pm
Tanu Verma
Sabse achi baat sone se ek ghante pahle no screen time πsote samay achi books ya story read karne ki habit bahut achi hai kyuki sone se pehle hum jo sochte hai sunte hai wah hamre subconscious mind main store ho jata hai isliye kuch acha sune achi books pade π thank you
August 2, 2025, 7:55 pm
Sheetal Pathak
Very useful and amazing thought...
August 2, 2025, 6:46 pm
Rajni pant
Very useful for parents.... Amezing thanks for making this
August 2, 2025, 6:02 pm
Ishani
Great π Thankyou for this idea.
August 2, 2025, 5:44 pm
Deepa Bhainsora
π Nice
August 2, 2025, 5:24 pm
Akriti pandey
Great job .you are giving such a great information . It is very usefull for us thx .
August 2, 2025, 4:41 pm
Kiran Singh
Great π thanku
August 2, 2025, 3:10 pm
Kusum Quwira
Very useful π
August 2, 2025, 3:04 pm
Anjali karki
π
August 2, 2025, 2:43 pm
Mohini bisht
Nice
August 2, 2025, 1:55 pm
Dr. Gunjan Mehra
main ek cheej or add krna cahti hu ...school k liye jaldi uthne me baccho ko dikkat hoti mere exprience me rote bhut hain iske liye unhe alarm se jagane ki adat dalni chye ise enjoyble bnaya ja skta hai uska pasandida gana lagaker..Thank you...and your information is very useful
August 2, 2025, 1:46 pm
The Base School Team
Please read and comment if you like the blog.
August 2, 2025, 1:39 pm